Aaye haye aaye haye, baby you feel that
Aaye haye aaye haye, no no no I'm not your baby
Aaye haye aaye haye, baby you feel that
Aaye haye aaye haye, no no no I'm not your baby
No no no I'm not your baby .. your not my country girl
Baawra sa baawra sa phirta hai
Dosti ke raaste mein girta hai
Dil bina din raat mein bhi aankhon se
Pyaar ki baatein bhala kyun karta hai
Mujhse yeh kehde na, tera mera kya hai lena
Phir bhi meri galiyon se phir kyun guzarta hai
Desi kali, you're a desi kali, thats why dil tujhpe marrta hai - 2
Dil mera chupke se, nikla hai seenay se
Aur tere seenay mein gaya hai
Meri toh neendhon ko jo yahan ?levugi
Woh teri chaahat ki hawa hai
Dil mera chupke se, nikla hai seenay se
Aur tere seenay mein gaya hai
Meri toh neendhon ko jo yahan levugi
Woh teri chaahat ki hawa hai
Haan tere jaise kayi dekhe hain
Kai leke dil phenke hain
Chori chori teri yaadon mein aahein kyun bharta hai
Desi kali, you're a desi kali, thats why dil tujhpe marrta hai - 2
Aaye haye aaye haye, baby you feel that
Aaye haye aaye haye, no no no I'm not your baby
Ik teri khaatir main, duniya ko chhodunga
Teri hi baahon mein rahunga
Tere bin jeenay se achacha hai
Marr jaaun main toh yeh kehta rahunga
Ik teri khaatir main, duniya ko chhodunga
Teri hi baahon mein rahunga
Tere bin jeenay se achacha hai
Marr jaaun main toh yeh kehta rahunga
Mujhe yehi sab kehte hain
Tere liye koi rehta hain
Nasha mera saara duniya pe chadta utarta hai
Desi kali, you're a desi kali, thats why dil tujhpe marrta hai - 2
Aaye haye aaye haye, baby you feel that
Aaye haye aaye haye, no no no I'm not your baby
Apna Har Din from Golmaal 3
Yeh zindagi, raftaar se chal padi
Jaate hue raahon mein, humse abhi keh ke gayi
Hamara yeh waqt hamara jo ik baar gaya toh aaye na dobara
Samajh lo zara yeh, hawaon ka ishaara, mere yaaro
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Apna har din aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Jiyo toh iss pal aise jiyo, jaise ki aakhri ho
Whenever we know, we are having a blast, you know it o o
Living every day, like it's your last, you know it o o
Living for today, letting go of the past, you know it o o
Give it up, give it up, everybody say o o
Hum sab jo saath mein rahe
Khushiyan sab haath mein rahe
Hum se bas faasle rahe yun, arrey tu ru tu ru
Chaahe kahin kisi bhi modh par
Bhigde gi bhi koi baat agar
Milke ik dujhe se kahe yun
Yeh baatein, hai chhoti moti baatein
Yeh aaye jaaye jaise ki din aur raatein
Na aankhon se lagana kabhi yeh barsaatein mere yaaro

Duniya matlab ki yaar hai
Iski aadat bekaar hai
Iss se kum rakhna vaasta tu, turu ru tu ru tu
Apno se rakhna dosti
Inn se doori har kami
Inn mein hi dhoondh raasta tu
Na jaana, yeh tune na jaana
Yeh manzil teri, inhe tujhe hai paana
Hai maine kaha hai jo, uss se mile zamana mere yaaro

Ale from Golmaal 3
Duniya ki baatein waatein chhod ke
Gummo ki baahon ko marod ke
Khushi khadi hai jis mod pe
We got to go that way, we got to go that way
Koi galat ya kahe sahi
Hume kisi ki parwah nahi
Jaaye jahan bhi leke zindagi
We got to go that way, we got to go that way
Ale, abh jo bhi ho
Ale, ho jaane do
Ale, hum befikar chalte rahe, chalte rahe
Ale, dil se kaho
Ale, kehte raho
Ale, hum befikar chalte rahe, chalte rahe
Hume nahi kisi se vaasta
Apna alag hi hai raasta
Saare zamane ko hai yeh pataa
They know that we don't care, they know that we don't care
Apna toh chhota sa hai yeh jahaan
Marzi se apni hum jiye yahan
Sunte kisi ki hai kahan
You know that we don't care, you know that we don't care
Ale, abh jo bhi ho
Ale, ho jaane do
Ale, hum befikar chalte rahe, chalte rahe
Ale, dil se kaho
Ale, kehte raho
Ale, hum befikar chalte rahe, chalte rahe
Rukey na kabhi yeh safar
Yuhin chalta rahe
Hawayein kahe sun zara toh
Bheegay na kabhi yeh nazar
Har lamha ab khwaab mein
Duaayein aisi bun zara tu

Tumse Hi Tumse from Anjaana Anjaani
Ab se koi khushi nahi
Jiski tum wajah nahi
Ab se koi din nahi
Jiski tum subah nahi
Ab se koi baat nahi
Jo tumse na hogi shuru
Ab se koi raah nahi
Jo tum sang main mudhoon
Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen
Yeh zindagi meri ho gayi teri
Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen
Yeh zindagi meri ho gayi teri
Tumse hi tumse har baat
Har baat hai
Jab tum ho saath
Tumse hi tumse har baat
Har baat hai
Jab tum ho saath
I wait for a sign so I know you are mine everyday
I look in a mirror and I see your face
The walls break down down
When you smile at me
And the world's much brighter than the one I see
As I wait for sign so I know
You are mine everyday
I look in a mirror and I see your face
The walls break down down
When you smile at me
And the world's much brighter than the one I see
Sayaa ban ke tera saya
Chalunga sang tere
Hai tanha tu nahi
Paaya abh bhi dhoond paaya
Tu jis mein muskura de
Woh lamha kyun nahi
Ab thaam loon tujhe ki thokrein mile
Jo zindagi ki raah mein
Chupa loon dhoop se
Jahan ki main le loon aa tujhe panah mein
Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen
Yeh zindagi meri ho gayi teri
Abh ke abhi yeh ho gaya yakeen
Yeh zindagi meri ho gayi teri
Tumse hi tumse har baat
Har baat hai
Jab tum ho saath
Tumse hi tumse har baat
Har baat hai
Jab tum ho saath
Anjaana tha ehmiyat se teri
Yaar mera guzra kal
Kab jaana tha tere vaaste
Hi aaj se hoga har pal
Main karta hoon yeh ilteja
Phir se jeena seekhle zara

I Feel Good from Anjaana Anjaani
Teri meri teri meri kahaani
Ik daastan nayi purani
Chori chori yeh kahani chali hai
Theheri thi jo tere aa jaane tak
Teri meri teri meri kahaani
Ek daastan nayi purani
Chori chori yeh kahani chali hai
Theheri thi jo tere aa jaane tak
Tere aane se maine jaana ke
Tu hi jeenay ka hai bahana
And I dont know why
But I feel good
Tere aane se maine jaana ke
Har safar ho gaya suhana
And I dont know why
But I feel good
Har disha rastaa naya
Har kahin raahein nayi nayi
Meri raahein tujhe paake
Tujhpe hi tham gayi
Humsafar thi magar tu hi
Manzil ban gayi
Teri meri teri meri kahaani
Yeh raastein likhte jaaye bas
Tere aane se maine jaana ke
Tu hi jeenay ka hai bahana
And I dont know why
But I feel good
Tere aane se maine jaana ke
Har safar ho gaya suhana
And I dont know why
But I feel good
Roshni aisi mili
Raat ka chehra khila yahaan
Andhero se gile the jo
Maaf woh ho gaye
The jo maile sheeshein dil ke
Saaf woh ho gaye
Teri meri teri meri kahaani
Jaise raat ko subah mil jaaye bas
Tere aane se maine jaana ke
Tu hi jeenay ka hai bahana
And I dont know why
But I feel good
Tere aane se maine jaana ke
Har safar ho gaya suhana
And I dont know why
But I feel good
Ik daastan nayi purani
Chori chori yeh kahani chali hai
Theheri thi jo tere aa jaane tak
Teri meri teri meri kahaani
Ek daastan nayi purani
Chori chori yeh kahani chali hai
Theheri thi jo tere aa jaane tak
Tere aane se maine jaana ke
Tu hi jeenay ka hai bahana
And I dont know why
But I feel good
Tere aane se maine jaana ke
Har safar ho gaya suhana
And I dont know why
But I feel good
Har disha rastaa naya
Har kahin raahein nayi nayi
Meri raahein tujhe paake
Tujhpe hi tham gayi
Humsafar thi magar tu hi
Manzil ban gayi
Teri meri teri meri kahaani
Yeh raastein likhte jaaye bas
Tere aane se maine jaana ke
Tu hi jeenay ka hai bahana
And I dont know why
But I feel good
Tere aane se maine jaana ke
Har safar ho gaya suhana
And I dont know why
But I feel good
Roshni aisi mili
Raat ka chehra khila yahaan
Andhero se gile the jo
Maaf woh ho gaye
The jo maile sheeshein dil ke
Saaf woh ho gaye
Teri meri teri meri kahaani
Jaise raat ko subah mil jaaye bas
Tere aane se maine jaana ke
Tu hi jeenay ka hai bahana
And I dont know why
But I feel good
Tere aane se maine jaana ke
Har safar ho gaya suhana
And I dont know why
But I feel good
Hairat from Anjaana Anjaani
Dheemi dheemi chalne lagi hain ab hawaein
Dheemi dheemi khulne lagi hain aaj raahein
Rangne lage hain manzil ko jaane ke raah saare
Jaise aasman ke cheente pade ho banke sitaare
Dheemi dheemi roshni si beh rahi hai inn hawaon mein yahaan
Hairat hairat hairat hai
Tu hai toh har ek lamha khoobsurat hai
Hairat hairat hairat hai
Tu hai toh har ek lamha khoobsurat hai
Shaam hui koi jo noor aa gaya
Yahaan ho gayi hai subah
Raat ka naam o nishaan tak nahi kahin
Hai sehar har jagah
Khoyi khoyi khwabon mein
Chupi chupi khwaishein
Naram se ret pe geeli geeli baarishein
Lipta hoon raahon mein
Raahon ki baahon mein
Hai ab meri jagah
Kal pe cha gaya dhuan
Yeh jo pal naya hua
Ho gayi shuru nayi daastaan

Anjaana Anjaani Ki Kahani from Anjaana Anjaani
All the anjaana's say yea yea yea
All the anjaani's say yea yea yea
All the anjaana's say yea yea yea
All the anjaani's say yea yea yea
I met a boy and his name is anjaana
Anjaani raahon mein ek humsafar mili
I met a girl and her name is anjaani
Anjaana khwab tha, ban gaya zindagi
Yun hi hoti hai na
Sab ki kahaani
Shuru hogi kahan
Kisi ne na jaani
Itfaaqon mein, laakhon mein, milte hai ajnabi
Anjaana aa aa
Anjaani ee ee
Mil gaye eh eh
Toh bani ee ee
Kahaani ee ee
Anjaana aa aa
Anjaani ee ee
Mil gaye eh eh
Toh bani ee ee
Kahaani ee ee
All the anjaana's say yea yea yea
All the anjaani's say yea yea yea
All the anjaana's say yea yea yea
All the anjaani's say yea yea yea
Jee le yun
Jee le ek pal hi jaise jeena ho
Kal ko phir
Koi na jaane, na jaane kya ho
Gham kahan
Hum yahan hai
Hai khushi aur tu
Hum agar
Hum jo mil jaayein toh baatein hongi
Phir kahaan
Na jaane kab aisi raatein hongi
Ab jo hum, sang hain
Hai koi jadoo
Ab toh fikar naa ho
Gham ka zikar naa ho
Chal yunhi chalte hain
Khatm safar na ho
Lagne lagaa hai kismat ne hi sunli ho khwaishein unkahi
Anjaana aa aa
Anjaani ee ee
Mil gaye eh eh
Toh bani ee ee
Kahaani ee ee
Anjaana aa aa
Anjaani ee ee
Mil gaye eh eh
Toh bani ee ee
Kahaani ee ee
I met a boy and his name is anjaana
Anjaani raahon mein ek humsafar mili
I met a girl and her name is anjaani
Anjaana khwab tha, ban gaya zindagi
Yun hi hoti hai na
Sab ki kahaani
Shuru hogi kahan
Kisi ne na jaani
Itfaaqon mein, laakhon mein, milte hain ajnabi
Anjaana aa aa
Anjaani ee ee
Hum jaane shehron mein
Shaamo duphero mein
Doondho miley zindagi
Anjaana aa aa
Anjaani ee ee
Mil gaye eh eh
Toh bani ee ee
Kahaani ee ee
All the anjaana's say yea yea yea
All the anjaani's say yea yea yea
All the anjaana's, all the anjaani's
Come on everybody say yea yea yea

Subscribe to:
Posts (Atom)