Aa Jao Meri Tamanna Song Lyrics from Ajab Prem Ki Ghazab Kahani

Thoda thehar thoda thehar
Sune le zara sun le zara
Dil keh raha dil keh raha
Dil na saza Yun bewaja
Rooth kar mujh se na ja bhi
Bhool kar shikwa gila sabhi pyaar ka
Aa jao meri tamanna
Baahon mein aao
Ke hona paaye judaa hum
Aise mujhme samao

Ho har gadi lag rahi teri kami
Le chali kis gali ye zindagi
Hai pata lapata hoon pyaar mein
Aunkahi aunsuni chahat jagi
Jo hua pehle hua nahi
Aaj tum kar lo zara yakeen pyaar ka
Aa jao meri tamanna
Baahon mein aao
Ke hona paaye judaa hum
Aise mujhme samao

Ho rutt jawan dil jawan hasrat jawan
Tu hai to yeh bhi hai saare jawan
Woh nagar woh dagar hogi haseen
Tu mile pyaar se mujhko jaha
Paana hai tujhko ye dil kahe
Har gadi ab to nasha rahe pyaar ka
Aa jao meri tamanna
Baahon mein aao
Ke hona paaye judaa hum
Aise mujhme samao

No comments:

Post a Comment