O Meri Jaan Song Lyrics from Tum Mile

Haira hai hum huay kyun tum gairon se
Kaisa hai gum bola na tum honthon se
Haira hai hum huay kyun tum gairon se
Kaisa hai gum bola na tum honthon se
Na ho tum bewafa na main bhi hoon
Phir bhi hai hum judaa Main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili ye dooriyan
O meri jaan .. O meri jaan .. O meri jaan
Tere bin jo din aaya kaate na wo katt paya
Kami teri khal si jaati hai
Tere bin jo shaam aayi badi dil ki tanhai
Meri aankhein bar si jaati hai
Kuch tum mujh se khafa kuch main bhi hoon
Hai kya iski wajah main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili ye dooriyan
O meri jaan .. O meri jaan .. O meri jaan .. wo ho .. O meri jaan ..

Tujhe dil se tha chaha tuhi to na mil paya
Khushi mujhko chal si jaati hai
Mera tu tha asar maya tujhe paa ke na paya
Yahi baatein chubh si jaati hain
Tanha teri tara haan main bhi hoon
Dono hai gum zaga main kya kahoon
Na jaane waqt ki marzi hai kya
Kyun hai mili ye dooriyan
O meri jaan .. O meri jaan .. O meri jaan .. O meri jaan

1 comment: